Poetry || Shayari koi aam baat nahin hai कोई आम बात नहीं है
Poetry || Shayari koi aam baat nahin hai कोई आम बात नहीं है हम बदलनेवाले में से नहीं हैं जनाब अब इश्क जो हो गया है वफा ज़रूर निभाएंगे ज़िंदगी चाहे कितने भी बेदर्द हो साथ तेरा देंगे हर मुश्किल में. ये जो तेरी लगन लगी है कोई आम बात नहीं है हर किसी के नसीब में ये किस्सा नहीं होता hum badalnevale mein se nahin hain janab ab ishq jo ho gaya hai wafa zaroor nibhayenge zindgi chahe kitne bhi bedard ho sath tera denge har mushkil men. ye jo teri lagan lagi hai koi aam baat nahin hai har kisi ke naseeb men ye kissa nahin hota. Poem by Sanjay T ********************************