Poetry || Shayari koi aam baat nahin hai कोई आम बात नहीं है
Poetry || Shayari
koi aam baat nahin hai
कोई आम बात नहीं है
हम बदलनेवाले में से नहीं हैं जनाब
अब इश्क जो हो गया है
वफा ज़रूर निभाएंगे
ज़िंदगी चाहे कितने भी बेदर्द हो
साथ तेरा देंगे हर मुश्किल में.
ये जो तेरी लगन लगी है
कोई आम बात नहीं है
हर किसी के नसीब में
ये किस्सा नहीं होता
hum badalnevale mein se
nahin hain janab
ab ishq jo ho gaya hai
wafa zaroor nibhayenge
zindgi chahe kitne bhi bedard ho
sath tera denge har mushkil men.
ye jo teri lagan lagi hai
koi aam baat nahin hai
har kisi ke naseeb men
ye kissa nahin hota.
Poem by Sanjay T
********************************

टिप्पणियाँ